Hum aapke janamdin par dete hain yeh dua
Hum aur tum milkar, honge kabhi na juda
Jivan bhar sath denge apna he ye vaada
Tuj par apni jaan bhi denge, apna he ye irada
Birthday Text Poems
aab news
Monday, 23 March 2015
Baar Baar Ye Din Aaye,Baar Baar Ye Dil Gaye,Tu Jiye Hazaroon Saal,Yehi Hai Meri Aarzoo,Happy Birthday To You !!!”
Ajeeb Saneha Guzra Hai Mujh Pe Aj Ki Shaam
Main Aj Sham Tumhare Hijr Mein Udas Na Tha
Ab Ek Saal Tu Yeh Ek Ghum Hi Kafi Hai
Tumhari Salgirah Par Tumhare Pass Na Tha..?
Rifatein Or Bulandi Bhi Tujh Pe Naz Kare
Teri Yeh Umar Khuda Or Bhi Daraz Kare
Haseen Chehre Ki Tabindgi Mubarak Ho
Tujhe Yeh Salgirah Ki Khushi Mubarak Ho..?
Teri Aankh Kbhi Num Na Ho
Teri Zindgi Mein Koi Ghum Na Ho
Teri Muskurhat Jo Cheen Ly
Kahin Asi Koi Rasm Na Ho
Tu Dil Mein Basy Is Tarah
Tera Khayal Dil Sy Kam Na Ho
Jise Dunya Kahe Bura Bura
Koi Tujh Sy Aisa Karum Na Ho
Tere Gulab Chehry Ko Jo Udas Kare
Koi Asi Nazr-E-Karum Na Ho
Tere Husan Ke Charchy Howa Karein
Mgr Tujh Ko Koi Ghum Na Ho..?
Aa Teri Umar Mein Likh Doon Chaand Sitaroon Sy
Tera Janam Din Mein Manaun Phoolon Se Baharoon Sy
Hr Aik Khoobsurti Dunya Sy Mein Ly Aaon
Sajun Ye Mehfil Mein Haseen Nazaron Sy…?
Tamanaoon Sy Bhari Ho Zindgi
Khuwhishon Sy Bhara Ho Hr Pal
Daman Bhi Chota Lagne Lagee
Itni Khushiyan De Aapko Aane Wala Kal..?